get the latest Flash Player to see this video.
Enter Donation Amount:
Description: Salam. Mazaj Bakhair. Ham sab ghar walon ki taraf say Nafseislam.com ko aur is say related tamam rufaqa ko deen-e-mateen ki khidmat-e-aalia ek baray ahsan tareeqay par adaa karnay par salam aur duayein. Masla: chand aurtein ek jagha par jama ho kar namaz-e-tasbeeh ba jama\'at ada karti hain. ek aurat agli saff mein kharay ho kar imamat karwati hai. (1) aurton ki jamat ka masla kya hai? (2) in aurton ki namaz ada hui ke nahi? (3) imamat karnay wali aurat ki namaz hui ke nahi ? jamaat karwany ka maqsad yeh hai ke aksar aurtein namaz tasbeeh ki adayegi ke mutalliq nawaqif hoti hain iss liye inki sahoolat ke liye jamaat karwati hain. Azraah-e-karam jawab say nawaz dein. WasSalam \"Oman Salalah\" mein muqeem ek gharana.
Tags: Namaz-e-Tasbeeh By Ladies
Views: 446 | Favorited: 0
Rate this Audio
0 Ratings

